Pehla Kalma Tarjuma (Tarjama:- Allah Ke Siwa Koi Ibadat Ke Layak Nahi Aur Mohammad (ﷺ) Allah Ke Rasool Haiñ…!!!)
Pehla Kalma Tarjuma In Hindi तर्जमा:- अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक नही और मोहम्मद (सल्लल्लाहू अलयही वसल्लम) अल्लाह के रसूल हैं।
Dusra Kalma Tarjuma (Tarjama:- Maiñ Gawaahi Deta Hooñ Ki Allah Ke Siwa Koi Ma’bood Nahi Wo Akela Hai Uska Koi Shareek Nahi Aur Maiñ Gawahi Deta Hooñ Ki Beshaq Mohammad (ﷺ) Allah Ke Bande Aur Rasool Hain…!!!)
Dusra Kalma Tarjuma In Hindi तर्जमा:- मैं गवाही देता हुं की अल्लाह के सिवा के कोइ मा’बूद नहीं, वो अकेला है उसका कोई शरीक नहीं और मैं गवाही देता हुं की बेशक मोहम्मद (सल्लल्लाहू अलयही वसल्लम) अल्लाह के रसुल और बंदे हैं।
Teesra Kalma Tarjuma (Tarjama:- Allah Paak Hai Aur Sab Khubiyañ Allah Ke Liye Haiñ Aur Allah Ke Siwa Koi Ma’bood Nahi Aur Allah Sab Se Bada Hai Aur Gunaaho Se Bachne Ki Taaqat Aur Neki Karne Ki Taufiq Allah Hi Ki Taraf Se Hai Jo Sabse Buland Azmat Wala Hai…!!!)
Teesra Kalma Tarjuma In Hindi तर्जमा:-अल्लाह पाक है और सब खूबियां अल्लाह के लिए है और अल्लाह के सिवा कोई मा’बूद नहीं और अल्लाह सब से बड़ा है और गुनाहों से बचने की ताकत और नेकी करने की तौफीक अल्लाह ही की तरफ से है जो सबसे बुलंद अज़मत वाला है।
Chautha Kalma Tarjuma (Tarjama:- Allah Ke Siwa Koi Ma’bood Nahi Wo Akela Hai Uska Koi Shareek Nahi Uski Badshaahi Hai Aur Usi Ke Liye Tamam Ta’reef Hai Wahi Zinda Karta Hai Aur Wahi Marta Hai Wo Zinda Hai Usko Hargiz Kabhi Maut Nahi Aayegi Bade Jalaal Aur Buzurgi Wala Uski Qudrat Me Bhalayi Hai Aur Wo Har Chiz Par Qadir Hai…!!!)
Chautha Kalma Tarjuma In Hindi तर्जमा:-अल्लाह के सिवा कोई मा’बूद नहीं वो अकेला है उसका कोई शरीक नहीं उसकी बादशाही है और उसी के लिए तमाम तारीफ है वही जिंदा करता है और वही मरता है वो जिंदा है उसे हरगिज कभी मौत नहीं आएगी बड़े जलाल और बुज़ुर्गी वाला उसकी कुदरत में भलाई है और वो हर चीज पर कादिर है।